Kaise tu
Gungunaaye
Muskuraye
Chhoti-moti baaton pe
Munh fulaaye
Ye nazaakat
Meri aadat
Paas mujhe laaye
Naadaniyan
Naadaniyan
Kheenche mujhe
Naadaniyan
Naadaniyan naadaniyan
Paagal kare
Teri har ada
Shaam-o-subah main teri yaad karoon
Tere khayaalon se main baat karun
Teri nazar mein ye kaisa nasha?
Teri awaaz mein ye kaisa sukoon?
Dil ke saare isharon pe
Bas tera hi naam hai
Kaise tu
Gungunaaye
Muskuraye
Chhoti-moti baaton pe munh fulaaye
Ye nazakat
Meri aadat
Paas mujhe laaye
Naadaniyan
Naadaniyan
Kheenche mujhe
Naadaniyan
Naadaniyan
Naadaniyan
Paagal karein
Teri har adaa
Aa jaa paas mere
Likhe sau kahaaniyaan
Kahaaniyaan.
Tu jo saath mere
Lage jahan paa liya
Paa liya
Teri saanson mein beete
Har pal mera
Tere aankon mein dekhoon
Har kal mera
Kabhi hona nahin door o jaane jaa
Zara paas to aa
Phir se dohra
Dil ke saare isharon pe
Bas tera hi naam hai
Nadaniyaan
Nadaniyaan
Kheenche mujhe
Naadaniyan
Naadaniyan
Naadaniyan
Paagal karein
Teri har adaa