yeh zindagi
yeh zindagi
yeh zindagi
aaj jo tumhari badan ki chhoti badi naso mein machal rahi hai
tumhare pairon se chal rahi hai
yeh zindagi
yeh zindagi
tumhare
aawaz mein gale se nikal rahi hai
tumhare lafzo mein dhal rahi hai yeh zindagi yeh zindagi
yeh zindagi jaane kitne sadiyon
se yuhi shakle badal rahi hai yeh zindagi
yeh zindagi badalti shaklaun badalte
jismun chalta firta yeh ek sharara
jo iss ghadi naam hai tumhara
issi se saari chahal pahal hai issi se hai oshan hai har
nazara
sitare todo ya ghar basao
alam uthao
ya sar jhukao tumhari aankhon ki roshni tak
hai khel saara
yeh khel hoga nahi dubara
yeh khel hoga
nahi dubara
yeh khel hoga
nahi dubara
Đang Cập Nhật
Đang Cập Nhật