Raat ko teri
yaaday satave aur neend bhi to mujhko nahave
tere bina mar jaawa main khud mein hi mit jaawa
na reh paun ek pal tere bin tu meri jaan sajnave
chal leke jaaun tujhko so asuman
kitna tujhe main chaahun
kaise tujhe bataun
ishq hai tu mera
sun mahiyan
sun jaaniyan
sun mahiyan
Rab se haan
jo maangi dua tera hi saath ho sada
tujh mein hi rehna chaahun tujh se hi din raat ho mera
ke ungli pakad ke chalna tum
tujh se hi saase
ha dhadkan tum
kitna tujhe main chaahun kaise tujhe bataun
ishq hai tu mera sun mahiyan
sun jaaniyan
sun mahiyan