Oh,
Baba Saheb!
Tu hai aankhon ka taara,
Tu hai jeevan ki dhaara,
Dukhiyon ka sahara,
Daliton ka hai pyara.
Oh,
Baba Saheb!
Oh,
Baba Saheb!
Tu hai aankhon ka taara,
Tu hai jeevan ki dhaara,
Dukhiyon ka sahara, Daliton ka hai pyara.
Oh,
Baba Saheb!
Oh, Baba Saheb!
Andh vishwas jati vaad ka andhiyara mitaya tu,
Ban kar deep jala tu,
Saheb,
naya sabera laaya tu.
Andh vishwas jati vaad ka andhiyara
mitaya tu,
Ban kar deep jala tu,
Saheb,
naya sabera laaya tu.
Ram ji ka dulara,
Bhim bhai ka lala,
Dukhiyon ka sahara, Daliton ka hai pyara.
Oh,
Baba Saheb!
Oh,
Baba Saheb!
Tiraskaar ki bhatti mein tape,
Koi thaat paat nahi,
Aisa shola bane Bhim ji, Jiska koi kaat nahi.
Tiraskaar ki bhatti mein tape,
Koi thaat paat nahi.
Aisa shola bane Bhim ji, Jiska koi kaat nahi.
Hume Bhim baba na samala, Sine se hai lagaya.
Tu hai aankhon ka taara,
Tu hai jeevan ki dhaara,
Dukhiyon ka sahara, Daliton ka hai pyara.
Tu hai aankhon ka taara,
Tu hai jeevan ki dhaara,
Dukhiyon ka sahara,
Daliton ka hai pyara.
Oh,
Baba Saheb!
Oh,
Baba Saheb!