Puraane mohallo ki puraani diwaare
baatein karti hai
boodhi chhatein milke kapde sukhati hai
patange udati hai
neechi mundero ki khuli sarhadon par
katwariya badalti hai
chode chode khule dil ki ye khidkiyaan
jin ke junglo se latke hai aade hi parde
chode chode khule dil ki ye khidkiyaan
jin ke junglo se latke hai aade hi parde
badhe apne pan se
sunati hai kab se
ye sakhiyaan sabhi apne aangan ke kisse
puraane mohallo ki puraani diwaare baatein karti hai
boodhi chhatein milke kapde sukhati hai patange udati hai
neechi mundero ki khuli sarhadon par katwariya badalti hai
puraane mohallo ki
puraani diwaare
baatein karti hai
baatein karti hai
baatein karti hai
karti hai