Mahi O Mahi Tu Hai Meri Parchahi
Mahi O Mahi Tu Dena Na Rehai
Mahi O Mahi
Kisi aur ko mai chahan nahi sakta, tu dekhe yaani hal mera
Meri aankhon mein jo tera yeh chehra, tu hai samandar mein jis mein hu gaira
Teri wo baatein, wo teri muskaanein, deti hai dil ko sukoon sa baira
Bina bataye na tu samajh baayegi, na zyada aage mai bol paunga
Bas itna mai kehna chahata meri jaana, tera pyaar mai kabhi tol paunga
Tera naam hai to dara, meri in ragon mein chahata hai
Bulana tumhe paase yeh hamare, tu mere baare mein kise kya hi batayegi
Yeh duniya hai Mahi, tu toot jayegi
Tu toot jayegi, yeh duniya matlabi
Tu toot jayegi, yeh duniya matlabi
Mahi o Mahi, tu hai meri parchahi
Mahi o Mahi, tu dena na rehai
Mahi o Mahi, tu hai meri parchahi
Mahi o Mahi, tu dena na rehai
Mera haath tham ke tu dekh, kasam na kabhi jaye ki tu chahe kuch bhi ho sanam
Insaan se nahi, kismat se haare hain hum, ab kaise batayen hamari kaise the karam
Bas khoi gaye the hum, khud hi ki soch mein
Mili hai door, jo hai tumhari aur se, zindagi mein ab bas tumhari aas hai
Khoya hai bohot kuch, ab tumhara saath hai
Rishte nahi, hum ne paale hain bharam
Jinka saath tha pehle, ab unke padte na kadam
Maine kya hi khoya hai, aur kya hi paaya hai
Kya yeh hi hai door, ya yeh hi hai challenge
Na humein woh thi mili, jiski khali thi kami
Shahi waqt se pehle, na kabhi mili thi wahi
Ghaire samandar mein khud ko dupte dekha hai
Kyon gurta hai tum, uska jiski kabhi na chali
Mahi o Mahi, tu hai meri parchahi
Mahi o Mahi, tu dena na rehai
Mahi o Mahi, tu hai meri parchahi
Mahi o Mahi, tu dena na rehai
O Mahi
O Mahi