Lời đăng bởi: 86_15635588878_1671185229650
Jai Mata ki! Jai Mata ki! Ho! Duniya se toda naata Jwala hai mann mein mata Sun le ghaayal hriday ki puka Ek dhoka hai duniya ka pyaar Sun le ghaayal hriday ki puka Ek dhoka hai duniya ka pyaar Jai Mata ki! Ho! Sacha hai tera naata Teri duhai mata Faisla kar de ye ek baar Jag mein nafrat rahegi ki pyaar Faisla kar de ye ek baar Jag mein nafrat rahegi ki pyaar Jai Mata ki! Haan Kaate hi daa mann mein paaye phool katha armaan Dosh tha apna ek patthar ko samjhe the insaan Jai Mata ki! Pyaar pe apne ho na bharosa jisko hai nadaar Paane wale pa jaate hai patthar mein bhagwaan Ho! Sacha hai tera naata Teri duhai mata Faisla kar de ye ek baar Jag mein nafrat rahegi ki pyaar Jai Mata ki! Jai Mata ki! Shool ko phool aur vishko amrit karna pyaar ka kaam Yeh wo aag hai jisme jalkar milta hai aaraam Jai Mata ki! Mann mein tu hai vair kapat aur moonpar pyaar ka naam Jaane kyun karti hai duniya pyaar ko hyun badna Ho! Duniya se toda naata Jwala hai mann mein mata Sun le ghaaye ridai ki pukaar Ek dhoka hai duniya ka pyaar Jai Mata ki! Jai Mata ki! Jai Mata ki! Dil par aisi deeti badla hai nafrat mein pyaar Aaj bani hai phool ki daali zehrili talwaar Jai Mata ki! Pyaar nahi marta hai mann mein janm jale ek baar Nafrat ki seema se aage pyaar kahe sansaar Ho! Sacha hai tera naata Teri duhai mata ma Faisla kar de ye ek baar Jag mein nafrat rahegi ki pyaar Jai Mata ki! Duniya se toda naata Jwala hai mann mein mata Sun le ghaaye ridai ki pukaar Ek dhoka hai duniya ka pyaar Jai Mata ki! Ho! Sacha hai tera naata Duniya se toda naata Ho! Sacha hai tera naata Duniya se toda naata Jai Mata ki!
Đang Cập Nhật
Đang Cập Nhật
Đang Cập Nhật
Đang Cập Nhật