Hi guys.
Har beendukhi ko tera hi bach ek sahara hai khaaja
Har bigdi bana di uski jisne kyun ko bukaara hai khaaja
Pariyaad meri hi sunne mein kyun der lagai ya khaaja
Chaukhat se mujhe kyun dhoor kiya kyun zakhme jutaai diya khaaja
Sarkar gula lo chaukhat par itna hi sahara ho jaye
Mera koota naseeb samar jaye dhar ke ishaara ho jaye
Yeh putta aqeeda
yeh putta aqeeda hai mera yeh hai mera ima ne pila li
Karam karam hai hind ke wali
Hum hai tumhare dar ke sawali khaaja ji ab talo na khaali
Karam karam hai hind ke wali
Main aapka mangta hu khaaja isi dhar se kahaan uthkar jaao
Yeh zakhme jigar diklaao kise aur haal kise ab batlaao
Sab hazte hai meri haalat par dete hai taane jad wale
Tum root gaye dil toot gaya hai paon ke talboon mein chaale
Bish mere haal pareshaan par ek nazir karam ho ya khaaja
Aj meri piya indaad karo bas door alam ho ya khaaja
Phir apni
Phir apni inayat ka sadua phir bhar do meri choli haali
Karam karam hai hind ke wali
Hum hai tumhare dar ke sawali khaaja ji ab talo na khaali
Karam karam hai hind ke wali