Haan aa oh
Main jaan yeh vaar doon
Har jeet bhi haar doon
Kimat ho koi tujhe, beinteha pyaar doon
Main jaan yeh vaar doon
Har jeet bhi haar doon
Kimat ho koi tujhe, beinteha pyar doon
Saari hadein meri, ab maine tod di
Dekar mujhe pata awaargi bann gaye
Haan hasi ban gaye
Haan nami bann gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
Aa oh aa
Kya khoob rab ne kiya
Bin mange itna diyaa
Warna hai milta kahaan
Hum kaafiro ko Khuda
Kya khoob rab ne kiya
Bin mange itna diyaa
Warna hai milta kahaan
Hum kaafiro ko Khuda
Hasrate ab meri tumse hai ja mili
Tum duaa ab meri aakhiri bann gaye
Haan hasi ban gaye
Haan nami bann gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
Oh aa oh