Ganpati Bappa, Baddayalu unko manayenge
Ridhi Shidhi ke data hai unhe ghar me bulayenge
Gauri ke ladle,
Siv ke dulare,
Charo dishaon me toh tum hi ho samaye
Gauri ke ladle,
Siv ke dulare,
Charo dishaon me toh tum hi ho samaye
Modak ka hum bhog tumhe din raat lagayenge
Modak ka hum bhog tumhe din raat lagayenge
Ridhi Shidhi ke data hai unhe ghar me bulayenge
Ridhi Shidhi ke data hai unhe ghar me bulayenge
Devon ke dev tum ho,
mahima hai bhaari
Pratham hi pooja karte,
nar aur nari
Musak pad ho aap viraj, apne ghar me padharenge
Musak pad ho aap viraj,
apne ghar me padharenge
Ridhi Shidhi ke data hai unhe ghar me bulayenge
Ridhi Shidhi ke data hai unhe ghar me bulayenge
Sab dukh harta tum ho,
sab sukh karta,
Kasht me te sab uske charan juparta